Simplyforce ke fire brigrade hai, ho jate hai har problem par haavi
Great hai teacher ,very hard working, dete hi due hamein hone ki yashaswi
Helipng nature ,very creative, bade dilwale ki hai jinki chavi,
Hamare sweet & simply, sabki care karne vale,one and only sir Ravi |
|
|
Nahi hai esa koi kaam adhura,karne ko jisko inhone thani,
Dil khai soft har kaam mein hai toofani
Rules & regulations follow karna jinse sikha,
Technology sikhane mein nahi hain unka koi saani
Never ever give up, jinki hai kahani, Yeh hai hamare sir,sir,sir,sir Bhawani |
Jinko hai a-z technology ka gyan,face par rahti hai jinke har pal muskan,
Jinke pass hai sabke solution,chahe muskil ho kitna bhi kaam,
Jinki bus existense se hi ho jati sari problem gumnam,
Isliye hai sab kahte hai,Jayvardhan matlab success ka dusra name |
|
|
Rahte hai cool,deadline hai unki pahchan,karte hai kaam se preet,
Talent & hard working se diya hai jinhone simplyforce ka dil jeet,
Hamesha dil mein rahte kuch naya sikhne ka geet,
Innouation & security ki thinking wale,yoh hai hamare sir Rohit |
Karte hain sabki skills ko bruse up, jaise clean kare body ko dove,
Innovation & dedication se,macha dete hai kaam karne ka tandav,
Kuch naya karne ka passion hai unmein,karke hai salesforce se love,
Communication ki alakh jagaate,ase hain hamane sir Abhinav |
|
|
Salmaan ka hai fan,warrior hain & loyality hai inki pahchaan,
Very dedicated,very creative,badhaya hai simplyforce ka maan,
Sabse hai friendly,kare jo quality ka kaam,
Isiliye Vijay sir kahejate hai hamare,simplyforce ke sultan |
Sabse alag & nirala hei inka andaj,
Jinki existense banaye har mahol ko khaas,
Very dedicated,very talented,most consistency londa hai yeh bilkul bindas,
Sabko hasaye,naya kuch sikhaye,ase hai hamare guru Subhash |
|
|
Energetic personality,karte hai jo client ke tour,
Accounting tax ki saari problem karte hai yeh door,
Hard working se dikhta,jinke kaam mein hain noor,
Most becholor of compary,hamare C.A. Ankur |
Sweet hai nature,likhee hai code sateek,
Dhai keelo ke heath se,jo kartee hai problem ko weak,
Sharp shooter & coders hai jo,lagaye jeetne ke liye har tarkeeb,
Isiliye yeh kahlatee hai, Neha simplyforce ki Girly geek. |
|
|
Kaam main passionate,person hai creative,
Kuch naya karne ke liye hamesha lete hai initiative,
Issue resolve karne ke liye ban jate hai detective,
Pehehaan hai jinki trouble shooter,yeh hai guru Rajiv |
Jab bat tarif ki aye to HR ko kase bhul jaye,
Attendance,insurance,tour,yah ho recruitment,
Inke bina yeh sab safal nahi ho paye,
Har kam adhura hai inke bina,jaise bin pani machli ka jeena,
Isiliye all simplyforcian chahte hain, Niyati ka kaha manana |
|
|
Sabse alag hain jinka kaam,jo lete hain har problem ka solution dhoondn,
Kar dete hain sabka apne kaam se alg khush jase garmi mein kare barish ki boond,
Karte hain asi designing,ki sab kar lete hain aphi aankhein moond.
Most telented & demanding,hamare chupa rustom Mr.Prathyeeraj Moond |
Dheema hai inka andaaj,kaam mein hai jinke wonder,
Chura ke neendo ko jo,macha dete hai thunder,
Rehte hain kaam mein sabce busy, kaam kar deta hain inke aage surrender,
Debutant of the year,yeh hain sir hamare Mahendra |
|
|
Simplyforce ki lady dabang,dikhaye apne kaam main dum,
Hard working & dedication mein,hahi hai kisi se kam,
Issues ko wo mukka dikhate,kaam karne mein nahi hai koi gum,
Sabse bindas,tej awaj,yeh hamari Ms.Poonam |
Naughty hai andaaj,karte hai bhawani se agaj,
Hardworking developer,very talented,rahe aways wwake or lagaye sabke face par cake
Sabse ghul mil jata,jaise icecream & milk milakor ban jaye milkshake
Tubhi to yeh kehlate hain, Mr. Abhishek |
|
|
Jinhone suro se kiya har event ke enjoy ko doguna,
Creativity & kaam ki sundarata ka,jiska sabne loha maana
Hard working & punctual hai jo,inke dil mein hain karuna
Bholi bhali si,soft nature wali,awesome blossom ki Aruna |
Hasi se jeesne,bataya jeene ka tareeka,
Smart working se bajaya jeet ka danka,
Hosting talent se inke, serendipity hain chamka,
Naam hain inka silver lining (the girl power) ki Priyanka |
|
|
Sabse different,ek iadka vishesh,
Jisko sirf or sirf programing & blogs ka hai craze,
Very talented,jinke kaam mein hain grace,
Ajab-gajab ka dancer,the camara man Yogesh |
Best communicator barke,jishe sabka dil hai jeeta,
Hard working se jisne hai sari problem ko peeta,
Janti hai jo programing ke sare alpha & bata,
Here she is one only Yogita |
|
|
Cooking par hain jinke,simplyforce hain feeda,
Jisne testing se hain,sabka dil jeeta,
Hard working se kare asi,testing,ke developer mange bonavita,
Jo na lagavye kisi baat ko bura,wo hai hamari stylish Ishita |
Ankho se jadu hai karte,kaam mein hai jinke chamak,
Mehanat or dedication se jishe liya hai opportunity ko lapak,
Sabko hasata,sabka chamkate,jalaye hai simplyforce ke deepak,
Ye hain simplyforce ke real commando the legend Deepak |
|
|
Duble patle se dikhte hain,kisi kam main nahi lete hain tension,
Inke ane se simplyforce ko mila hai innovative extension,
Innovative & creative hain inki pahchan,
Programming & phone talking hain inka passion,
Apni dedication se hasil kiya hai har destination,
Ye hain hamare most creative the writer Chetan |
Sharp shooters ki hain shaan,knowledge hai bemisal hard code developer,lagta hai pahlawaan,
Chahe code likhna ho yoh pizza khana ho,sabmein chijo mein lagaye puri jaan,
Yeh hai hamare,pahlwaan, Romesh balwaan |
|
|
Jinke bina serendipity hai soona,
Mehanat se kiya jisne blog ka maja dooguna,
Hardwork se jinhone,new ideas ka jaal boona,
Simplyforce ke twinkle star,very talented Avanish & Taruna |
|
Bolne mein hai farari,issues inke age lagate hain reeksha,
Sikhne ke mamle mein,jo na kare kisi ki prateeksha,
Deti hume hain twittar,linkedin par promotion ki sheeksha,
Naam hain in ka,raja park jaipur ki Deeksha |
|
|
Kuch different karne ki soch se hua jinka janam chahe jitni comedy karwa do,nahi hain inko koi gam,
Selfie boy ke naam se jinko jante hai hum,
Project & code ki quality mein lagate hain pura dam,
Kaam ke perfection mein dikhta hain saurahh ka dam |
|
Adhuri hai awesome blossom jinke bina,
Sikh liya hai inhone,challenge ko accept karke jeena,
Naye hain chehre,kaam mein nhi hain nakhre ata hain inko har muskil se nikalna,
Pehchan hain jinki newcomer se,yeh hain Divya & Seema |
|
|
Dikhne mein hain seeda sada,chehara rahta hai khilkheelata,
Jinke bina ranta hai,simplyforce ka har kam adhura,
Jinke ek din bhi nahi ane se,uda jati hain office ki havayiya,
Kyonki yeh hai sabke pyar aur dulare, simplyforce ke Bunty bhaiya |
Comments
Post a Comment